Comments
Players taekwondo academy
Player's sandeep gurjar and naman sharma
Hello Delhi I am Akshay kumar please help me DTA
A coach name is Nizam malik
He not give my black belt certificate
So DTA help me
Jaguar sports club of martial arts
Respected masters/grandmasters of indian taekwondo,
Aaj aap loogon ko mai india me taekwondo ki position ke baare me batana chahta hoon. Hum up me kal ek tournament me gaye the. Hamse kaha gaya tha ki state level ki fight hai. 700 students aaenge. Par jab hum wahan pahunche to dekha ki 34 students the wo bhi sab white belts! Hum me se koi black tha to koi red. White belt judge aur referee bane baithe the. Uske baad cheating shuru ho gayi. Referee ko to ye bhi nahi pata k face pr punch marne pr khingo hota hai. Organizers apne rishtedaron ko jita rahe the. Hamne awaaz uthaai to un loogon ne hame tournament se bahar nikal diya gaya. Saath hi ek MMA ka master tha jisne hame challenge bhi kar diya ki jaao kisi bhi taekwondo player ko bula laao mujhe hara nahi sakta. Agar hara diya to mai 50,000 donnga. Ham se taekwondo ki insult sahi nahi gayi. Isliye hum wahan se chale aaye. WTF ke rules ka mazak bana jaa raha tha. Yeh hamari pehli fight thi.
Respected masters! Kya yahi hai taekwondo?
Ye to thi team ki baat. Mere friend ne pehle hi bola tha ke Karate seekhle Lekin maine kaha k nahi taekwondo karate se better hai. Lekin me ghalat tha.
Ab hamari team ne taekwondo chhorhne ka faisla kiya he.
Ab ye aap logon ki responsibility he k aap ease logo ko academy chalane ki permission hi na de.
Ye to hamari baat thi or na jane kitne hi players honge jinke saath bhi yahi hua hoga or vo kisi se kuchh kahe bina hi taekwondo chhorh kr chale gaye honge.
Inhi jaise logon ki vajah se india se koi achha taekwondo player nahi nikal paraha he.
🇮🇳 *Jai hind Jai Bharat*🇮🇳

अखिल भारतीय माईकोवांडो सेमिनार-2017
ALL INDIA MAEKOWAN-DO
SEMINAR-2017
आयोजक:-
झारखंड मार्शल आर्ट ट्रेनिंग सेन्टर(रजि.)
Affiliated by
झारखंड माईकोवांडो संघ
भारतीय माईकोवांडो महासंघ
एशियन व विश्व माईकोवांडो महासंघ
स्कुल गेम्स &एक्टीवीटी एशोशिएशन -भारत
Recognised by
नेशनल स्पोट्रर्स &कल्चरल एक्टीवीटी फेडरेशन- भारत
भारतीय खेल विकास बोर्ड
-----------------------------------
--4 साल से उपर के खिलाड़ी का प्रशिक्षण
--नेशनल रेफरी,प्रशिक्षक,निर्णायक,प्रशिक्षण व परीक्षा
--बेल्ट टेस्ट
--सभी खिलाड़ी को भारतीय माईकोवांडो महासंघ के ओर से टी-शर्ट दिया जाएगा !
--सभी ऑफिसियल को भारतीय माईकोवांडो महासंघ के ओर से ट्रैक शुट व स्पेशल उपहार दिया जाएगा !
--सभी चयनित ऑफिसियल को अगामी तीन वर्षो तक होने वाली नेशनल व इन्टरनेशनल प्रतियोगिता मे ऑफिसियल बनने का मौका मिलेगा
पंजीयन शुल्क-1000/-
हर कदम सेल्फ डिफेंस की ओर
अधिक जानकारी के लिए सम्पर्क करें
+917070509010
+917677070225
Mr.Rajesh Kumar Yadav
Founder General Secretary
Indian Maekowan-Do Federation
GOOD MORNING EVERYONE