14/04/2026
ZPL ka safar shuru! π‘οΈ Atlantis Rahat Club maidan mein utar chuka hai.
Pehla match intehai qareebi muqablay ke baad haath se nikal gaya, magar hoslay buland hain aur jazba pehle se bhi zyada barh chuka hai.
Abhi 3 league matches baqi hain, aur maqsad sirf aik hai: *Qualify karna*.
Na himmat haari hai, na hosla toota hai. Abhi to shuruat hai, behtareen waqt abhi aana baqi hai.
InshaβAllah agli jeet hamari hogi.
20/03/2026
05/03/2026