06/10/2026
Full Time Result β½
MRG Peerwah FC ne Nizamani Juniors FC (Matli) ke khilaf 7β1 se kamyabi hasil ki.
Lekin yeh match sirf jeet ya haar ka nahi tha, balkay naye khiladiyon ke jazbe, hauslay aur khel se mohabbat ka izhar tha. πβ½
Nizamani Juniors FC ke tamam naujawan khiladiyon ne maidan mein utar kar khelne ka hausla dikhaya, jis par woh daad aur tareef ke mustahiq hain. β€οΈ
MRG Peerwah FC ki taraf se tamam khiladiyon ke liye naik khwahishat.
Khelte rahen, seekhte rahen aur aage barhte rahen. πͺβ½
Your journey has just begun! π