31/12/2023
Alhumdulilah Aj Pindi kalu na GADDO CRICKET CLUB k Hilaf apna hardball ka match jeet liya🔥🎯
Pindi kalu na Toss jeet kr bowling ka faisla kiya
Bowling 🔥 ma Qalab Abbas Tarar na 3,Irfan aur Naseeb Khan na 2,2 wicket lain aur PINDI kalu ko 189 runs ka target 🎯 mila jo k pindi kalu na basani 18 over ma chase kar diya🎯🔥
Usman Qayum na zabrdast 💯 runs kiya aur on ka sath diya Qalab tarar na🎯🔥💝
Well played All boys💕🔥