21/10/2026
Allah ke ghar ki tameer mein aapka ek rupiya bhi sadqae jariya ban sakta hai. Aao mil kar Allah ka ek and ghar sajayein, is naiki mein apna hissa zarur dalte jayein.
Peer Muhammad Shah Colony mein masjid ki tameer ka kaam jari hai. Aapke chote se chote tawun se ek bade maqsad ko pura kiya ja sakta hai. Aaj hi apna hissa dalein aur is sawab mein shamil ho jayein.